Wednesday, 26 September 2012

Kabhi Usne Apna Hame Banaya Hi Nahi




Kabhi usne apna hame banaya hi nahi,
jootha hi sahi pyaar jataaya hi nahi.
kasoor apna hum maan bhi jaate,
par kya kare kasoor hamara hume btaya hi nahi.   

0 comments:

Post a Comment